Link Back To Madhu's Home Page
Link Back To Favorite Male Singers
Link Back To Mohammad Rafi Songs
Link To Mohammad Rafi Songs - Laxmikant Pyarelal Music 2
Aas Paas (1981) starring Hema Malini, Dharmendra, Prem Chopra, Indrani Mukherjee, Nirupa Roy
& Nadira.
Producer & Director: J. Om Prakash
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Link to YouTube for video of tu kahin aas paas hai mere dost
This is the last song recorded by Mohammad Rafi. He died of a heart attack 3 hours after the recording.
Lyrics:
tere aane ki aas hai dost,
shaam phir kyon udaas hai dost,
mehki mehki fizaa ye kehti hai
tu kahin aas paas hai dost, tu kahin aas paas hai dost
It was his last song and left incomplete. However, if you think about it even though Mohammad
Rafi is no longer here, his voice is still around us. Decades later we still listen to his voice and he is still here
for us. aaj bhi Rafi Sahab hamaare aas paas hain aur hamesha rahenge.
Aap Aaye Bahaar Aayi (1971) starring Sadhana, Rajendra Kumar, Mumtaz, Prem Chopra, Rajendranath
& Meena T.
Producer & Director: Mohan Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for puuchhe jo koii mujhse bahaar kaisii hotii hai, naam teraa le ke keh duuN ki yaar aisii hotii hai. puuchhe jo koii
mujhse ghaTaa ghanaghor kaisii hotii hai, tere jaisii hotii hai aur kaisii hotii hai.
Link To YouTube for video of puchhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai
lyrics for saare zamaane pe, mausam suhaane pe, is dil diivaane pe, viiraanii sii thii chhaayii. aap aaye bahaar aayii.
Link to YouTube for video of aap aaye bahaar aayi (title song)
taare kitne neel gagan par ... happy birthday to you
Mohammad Rafi sang for Rajendra Kumar. There is a small piece sung by Hemlata in the middle.
Sadhana is in the green sari. Towards the end of the song you see Mumtaz in a blue ghaghara choli dancing wih Rajendranath.
Aasha (1980) starring Reena Roy, Jeetendra, Rameshwari & Girish Karnad.
Producer & Director: J. Om Prakash
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for dhak-dhak se dhaDaknaa bhulaa de, chhan-chhan se chhanaknaa sikhaa de. mere dil ko piro ke paayal mein ho gorii
ghuNghruu banaa de.
Link to YouTube for video of dhak dhak se dhadakna bhula de
lyrics for jaane hum saDak ke logon se mahalon vaale kyon jalte hain. ye uuNche mahalon vaale bhii in saDakon par hii chalte
hain.
Link to YouTube for video of jaane hum sadak ke logon se
Aaya Sawan Jhoom Ke (1969) starring Asha Parekh, Dharmendra, Aruna Irani, Balraj Sahni,
Rajendranath, Sulochana, Sundar & Mubarak.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for nazar wo jo dushman pe bhii meharbaaN ho, zubaaN wo jo ik pyaar kii daastaaN ho. kisii ne kahaa hai mere doston,
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho. burii hai buraaii mere doston, buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho.
Link to YouTube for video of bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
lyrics for o maanjhii chal, tuu chale to chham-chham baaje maujon kii paayal. o maanjhii chal.
Link to YouTube for video of o manjhi chal o manjhi chal
lyrics for ye shamaa to jalii roshnii ke liye, is shamaa se kahiin aag lag jaaye to ye shamaa kyaa kare. ye havaa to chalii
saaNs le har koii ghar kisii kaa ujaD jaaye aaNdhii mein to ye havaa kyaa kare.
Link to YouTube for video of ye shama to jali roshni ke liye
Aaye Din Bahaar Ke (1966) starring Asha Parekh, Dharmendra, Nazima, Balraj Sahni, Rajendranath,
Sundar & Sulochana
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for mere dil se sitamagar, tuu ne achchhi dillagi ki hai, ke ban ke dost, apne doston se, dushamani ki hai. mere dushman
tu meri dosti ko tarse. mujhe Gham dene waale tu khushi ko tarse.
Link to YouTube for video of mere dushman tu meri dosti ko tarse
Amar Akbar Anthony (1977) starring Vinod Khanna, Rishi Kapoor & Amitabh Bachchan as the
title characters. Costarring Parveen Babi, Neetu Singh, Shabana Azmi, Pran, Mukri & Nirupa Roy.
Producer & Director: Manmohan Desai
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for shabaab pe mai zaraa sii sharaab phainkuuNgaa, kisii hasiin kii taraf ye Gulaab phainkuuNgaa. pardaa hai, pardaa
hai. pardaa hai, pardaa hai. pardaa hai pardaa, parde ke piichhe, pardaa nashiin hai. pardaa nashiin ko be-pardaa na kar duuN
to Akbar meraa naam nahiin hai. pardaa hai pardaa.
Link to YouTube for video of parda hai parda
Mohammad Rafi sang for Rishi Kapoor. The girl hiding in the veil (parda) is Neetu Singh (his
wife in real wife). Her on screen dad is Mukri. Amitabh Bachchan & Nirupa Roy are also happily listening to him sing.
lyrics for tayyab alii pyaar kaa dushaman haay! haay! merii jaan kaa dushaman haay! haay! laDkaa aur laDkii raazii phir bhii
na maane qaazii. ye zidd na chhoDe, mere dil ko toDe, ye bannane na de merii salmaa ko merii dulhan. tayyab alii pyaar kaa
dushaman haay! haay!
Link to YouTube for video of taiyab ali pyar ka dushman haay haay
Mohammad Rafi sang for Rishi Kapoor. Salma is Neetu Singh and Mukri is Taiyab Ali, her on
screen dad.
lyrics for zamaane mein kahaaN TuuTii huii tasviir bantii hai. tere darbaar mein bigDii huii taqdiir bantii hai. taariif terii
niklii hai dil se, aayii hai lab pe ban ke qavvaalii. shiraDii vaale saaii baabaa aayaa hai tere dar pe savaalii, lab pe duaayeN
aaNkhon mein aaNsuu, dil miein ummiiden par jholii khaalii shiraDii vaale.
Link to YouTube for video of shirdivaale sai baba tere dwar pe aaya hai sawaali
Mohammad Rafi sang for Rishi Kapoor. The lady running for help is Nirupa Roy and the gangsters
chasing her are Ranjeet & some other guy I don't recognize.
Anjaanaa (1969) starring Babita, Rajendra Kumar, Nazima, Pran & Prem Chopra.
Producer & Director: Mohan Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for mai raahii anjaan raahon kaa, o yaaron meraa naam anjaanaa. mai panchhii anjaan baaGon kaa, o yaaron meraa naam
anjaanaa.
Link to YouTube for video of mai raahi anjaan raahon ka
lyrics for merii mohabbat terii javaanii chaar dinon kii hai zindagaanii. to, aa merii raanii le jaa chhallaa nishaanii. mai
huuN diivaanaa tuu hai diivaanii ye saarii duniyaa hai aanii-jaanii. to aa merii raanii le jaa chhallaa nishaanii.
Link to YouTube for video of meri mohabbat teri jawaani
Banphool (1977) starring Babita, Jeetendra & Shatrughan Sinha.
Director: Vijay Bhatt
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Link to YouTube for video of gulabi gulabi se tuu pila de to mai peene ka naam na loon
Bikhre Moti (1971) starring Babita & Jeetendra.
Director: Chanakya
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Link to YouTube for video of zara dekh ke chana gori
Darpan (1970) starring Waheeda Rehman, Sunil Dutt, Sonia Sahni, Jagdeep & Mukri.
Producer & Director: A. Subba Rao
Lyrics: Anand Bakshi
Music DIrector: Laxmikant Pyarelal
lyrics for chalii merii dulhan kii Dolii hoy chalii merii dulhan kii Dolii. saath hai jiivan-saathii kyaa karne hain baaraatii.
Link to YouTube for video of chali meri dulhan ki doli
Dharam Veer (1977) starring Zeenat Aman, Dharmendra, Jeetendra, Pran, Sujit Kumar, Indrani
Mukherjee & Jeevan.
Producer: Subhash Desai
Director: Manmohan Desai
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for apnii nigaah-e-shauq ke qaabil banaa diyaa, humko duaayeN do tumhen qaatil banaa diyaa. are maine tujhko chaahaa
ye hai merii meharbaanii. mai galiyon kaa raajaa tuu mahalon kii raanii.
Link to YouTube for video of maine tujhko chaha ye hai meri meharbaani
lyrics for o merii mehboobaa tujhe jaanaa hai to jaa terii marzii meraa kyaa. par dekh tuu jo ruuTh kar chalii jaayegii tere
saath hii mere marne kii Kabar aayegii.
Link to YouTube for video of o meri mehbooba tujhe jaanaa hai to jaa
Do Raaste (1969) starring Mumtaz, Rajesh Khanna, Bindu, Prem Chopra, Kamini Kaushal, Jayant
& Asit Sen.
Producer & Director: Raj Khosla
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
ye reshmi zulfen ye sharbati aankhe
lyrics for ye reshmii zulfen ye sharbatii aaNkhen, inhen dekh kar jii rahe hain sabhii.
Link to YouTube for video of ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen
Dosti (1964) starring Sushil Kumar, Sudhir Kumar, Sanjay Khan, Baby Farida, Uma Rajoo &
Nana Palsikar.
Producer: Rajshri Pictures
Director: Satyen Bose
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal
chaahunga mai tujhe saanjh savere
lyrics for chaahuuNgaa mai tujhe saaNjh savere phir bhii kabhii ab naam ko tere aavaaz mai na duuNgaa, aavaaz mai na duuNgaa.
Mohammad Rafi won the filmfare award for best singer that year for his rendition of chahunga mai
tujhe saanjh savere
Link to YouTube for video of chaahunga mai tujhe saanjh savere
jaanewaalon zara mud ke dekho mujhe
lyrics for jaane vaalon zaraa muD ke dekho mujhe ek insaan huuN main tumhaarii tarah. jisne sab ko rachaa apne hii ruup se
uskii pehchaan huuN mai tumhaarii tarah. jaane vaalon zaraa.
Link to YouTube for video of jaanewaalon zara mud ke dekho mujhe
koi jab raah na paye mere sang aaye
lyrics for koii jab raah na paaye, mere sang aaye ke pag pag diip jalaaye, merii dostii meraa pyaar
Link to YouTube for video of koi jab raah na paaye mere sang aaye meri dosti mera pyar
Sanjay Khan is the guy who arrives in the car and stands behind the crowd listening to the
song while he waits for his girl friend Meena.
mera to jo bhi qadam hai wo teri
lyrics for meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah mein hai. ke tuu kahiin bhii rahe tuu merii nigaah mein hai.
Link to YouTube for video of mera to jo bhi qadam hai wo teri raah mei hai
lyrics for dukh ho yaa sukh jab sadaa sang rahe na koii phir dukh ko apanaaiye ki jaaye to dukh na hoye. (raahii manvaa dukh
kii chintaa kyon sataatii hai, dukh to apanaa saathii hai. sukh hai ek chhaaNv Dhaltii aatii hai jaatii hai, dukh to apnaa
saathii hai. raahii manavaa dukh kii chintaa kyon sataatii hai, dukh to apnaa saathii hai.
Link to YouTube for video of rahi manwaa dukh ki chinta kyon sataati hai, dukh to apn saathi hai
Dostana (1980) starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Shatrughan Sinha, Helen, Pran, Prem
Chopra, Amresh Puri & Iftekhar.
Producer: Yash Johan
Director: Raj Khosla
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
mere dost qissaa ye kyaa ho gayaa
lyrics for mere dost qissaa ye kyaa ho gayaa, sunaa hai ki tuu bewafaa ho gayaa.
Link to YouTube for video of mere dost qissa ye kya ho gaya
Mohammad Rafi sang for Amitabh Bachchan. Looking on is Shatrughan Sinha, Zeenat Aman &
Prem Chopra amongst others.
Farz (1967) starring Babita, Jeetendra, Aruna Irani, Agha, Mohan Choti, Mukri, David &
Sajjan.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
baar baar din ye aaye baar baar dil
lyrics for baar baar din yah aaye, baar baar dil yah gaaye, tuu jiye hazaaron saal, ye merii aarzuu hai. Happy Birthday to
you, Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you.
Link to YouTube for video of baar baar din ye aaye
mast bahaaron ka mai aashiq
lyrics for mast bahaaron kaa mai aashiq, mai jo chaahe yaar karuuN, chaahe gulon ke saaye se kheluuN chaahe kalii se pyaar
karuuN. saaraa jahaaN hai mere liye mere liye.
Link to YouTube for video of mast bahaaron ka mai aashiq
Haathi Mere Saathi (1971) starring Tanuja, Rajesh Khanna, Naaz, David, Sujit Kumar &
K. N. Singh.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
lyrics for nafarat kii duniyaa ko chhoD ke, pyaar kii duniyaa mein khush rehnaa mere yaar. is jhuuTh kii nagarii ko chhoD
ke, gaataa jaa pyaare. amar rahe teraa pyaar.
Link to YouTube for video of nafrat ki duniya ko chhod kar pyar ki duniya mei
Himmat (1970) starring Mumtaz & Jeetendra.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Link to YouTube for video of hai shukar ki tu hai ladka
|